📉 Pi Network Danger Zone Mein? Token Unlock aur Price Pressure!

August mein Pi Network ke 160 million tokens unlock honay wale hain — jiska matlab hai 2.1% zyada supply! 😳

Iss waqt PI token $0.40 ke all-time low ke kareeb pohanch gaya hai, aur agar yeh level break hota hai to agla support $0.38 aur phir $0.25 tak ho sakta hai! 🔻

🔸 Onramp Money ab tak PI ko fully integrate nahi kar saka — ab keh rahe hain ke August ke 2nd ya 3rd week mein fiat buying allow hogi.

🔸 PI app mein Banxa aur TransFi options to nazar aa rahe hain, lekin official announcement abhi pending hai.

🔸 July mein hi PI token 17% down jaa chuka hai — investor confidence already low hai.

Ab sawal yeh hai:

❓ Kya yeh token unlock ek aur sell-off trigger karega?

❓ Kya Pi Network ka price $0.40 se bhi neechay jayega?

❓ Ya koi unexpected bounce aayega market reaction ke against?

Stay sharp — ye waqt hai soch samajh ke move karne ka, hype pe nahi.

#PiNetwork #TokenUnlock #CryptoNews #FOMCMeeting #DYOR

$PIXEL

$POL

$PHA