U.S.–Russia Nuclear Heat Rising – Bitcoin Safe Haven Banega? 🚨🪖

Trump ke order ke baad ab 2 nuclear-capable U.S. submarines Russia ke qareeb deploy kar diye gaye hain… aur Russia bhi seedha jawab dene ke mood mein hai — unka plan hai ke apne Oreshnik missiles U.S. ke qareeb move karein!

Yeh situation global level pe tension bharha rahi hai — aur experts keh rahe hain ke naya arms race shuru ho sakta hai 😨

Ab sawal yeh hai:

📉 Kya is geopolitical panic ka asar global markets pe hoga?

🟡 Gold aur BTC jaise safe-haven assets ka demand barhega?

📊 Ya market isko ignore kar ke apna technical route follow karegi?

Crypto duniya mein uncertainty ka matlab hota hai volatility…

Lekin kabhi kabhi aisi news long-term investors ke liye golden entry point bhi hoti hai.

Aap log kya soch rahe ho?

Kya yeh waqt hai BTC jaisay assets hold karne ka? Ya bas hype hai?

👇 Niche apni rai zaroor do – har opinion matter karta hai!

#ProjectCrypto #MarketPullback #ETHCorporateReserves #DELABSBinanceTGE #WhiteHouseDigitalAssetReport $BTC

$DOGE

$WCT