$HYPER $HYPER
Crypto Man Shocking Analysis #HYPER /USDT
Current Price: $0.2821
Yeh koi normal pump nahi tha boss — low volume se silent move chalu hua, fir ekdam se FOMO breakout. Price $0.09 se $0.36 tak gaya, ab $0.28 pe stabilise ho raha hai. Volume bhi crazy hai, matlab still buyers active hain.
3-Step Spot Buying Strategy for HYPER/USDT
Step 1: $0.2650 — $0.2800
Yeh current support zone hai jahan se price multiple times bounce kiya — short-term buyers is level pe react karenge. Yeh entry zone unke liye perfect hai jo breakout ke baad bhi early lena chahte hain.
Step 2: $0.2200 — $0.2400
Agar price cooling phase me aaye to yeh ideal re-entry area banega. Pehle yeh resistance tha, ab support ban sakta hai. Is zone pe spot add karna safe average zone hai.
Step 3: $0.1500 — $0.1800
Agar full retracement aayi (jo highly volatile coins me hota hai), to yeh ultimate accumulation level banega — yahaan se pehle bhi vertical rally start hui thi.
Spot Target Idea
Agar price $0.3666 todta hai to $0.4200 — $0.4800 tak agli rally ja sakti hai. Volume sustain raha to $0.55 bhi possible hai.
Futures Trade Setup
Long: $0.3700 breakout ke baad
Target: $0.4200 / $0.4800
Leverage: 5x-10x
Short: $0.2400 breakdown with low volume retest
Target: $0.1900 / $0.1500
Leverage: 5x-10x
Pro Tip
HYPER ne pehli baar rally dikhayi hai Binance pe — usually aise coins 1st breakout ke baad ek retest phase me aate hain jahan second rally shuru hoti hai. Is waqt pehle buying zone ($0.2650-$0.2800) pe lena smart move hai.
Meri Personal Opinion
Mujhe lagta hai HYPER ne apni pehli explosive rally complete ki hai — ab thoda sa retrace karega phir dubara breakout karega.
$0.2650 — $0.2800 zone se start karna, aur agar dip mili to $0.2200 aur $0.1600 pe add karna.✍️