$SUSHI $SUSHI

#XRPETFs #AirdropFinderGuide

SUSHI/USDT — Silent Cooking, Ready for a Hot Serve!

Current Price: $0.698 🍣 +3.56% ke boost ke baad aur bhi zyada flavor aa raha hai!

SUSHI ne $0.652 se fresh rally maar ke $0.708 ka high touch kiya hai. Ab consolidation phase shuru hai jahan se smart traders apni plate bhar sakte hain!

Spot Trading Plan

✨ First Buy — $0.690 Zone: Yeh fresh breakout ka immediate support hai. Agar 1-hour volume 1.5M+ SUSHI sustain kare to yahaan 30% calmly invest karna smart move hai.

✨ Second Buy — $0.670 Zone: Yeh dip buying ka golden opportunity zone hai. Volume agar 2M+ SUSHI tak spike kare to yahaan 35% investment perfect rahega.

✨ Final Buy — $0.652 Base: Heavy volume ke sath panic dip aata hai to yahaan last 35% patience ke sath allocate karna chahiye.

Futures Trading Plan

⚡️ Agar SUSHI $0.690 zone pe touch kare aur hourly chart pe bullish reversal pattern jaise hammer ya bullish engulfing mile, to isolated 3x-5x leverage future long entry strong rahegi. Short-term target hoga $0.710, aur stop-loss tight rakhna $0.675 ke neeche.

Targets:

Agar SUSHI apna support qabu karta hai to agle kuch dinu me $0.710 (1.7%) aur $0.740 (6%) ka sweet upside dekhne ko mil sakta hai!

Pro Tip: Jab tak volume aur bullish candle close confirm na ho, tab tak jaldi entry mat lena patience hi real tasty profit ka recipe hai!

#XRPETFs #AirdropFinderGuide #TrumptaxCuts