๐ Bitcoin Weekly Outlook: Kya $BTC Tayyar Hai Bara Move Ke Liye?
Bitcoin ne pichle haftay $57,000 par mazboot support liya โ . Ab market teen cheezon pe depend karegi:
1๏ธโฃ Dollar ka Effect โ US dollar mazboot ho raha hai, jo short-term me BTC pe pressure da sakta hai.
2๏ธโฃ Altcoin Shift โ ETH aur SOL me liquidity move horahi hai, iska matlab BTC abhi range-bound reh sakta hai.
3๏ธโฃ On-Chain Data โ Exchange reserves kam ho rahi hain ๐. Yani long-term holders sell nahi kar rahe.
๐ BTC Key Levels:
Agar $60,500 upar close hua โ Next target $64,000 ๐
Agar $56,800 toot gaya โ $54,200 tak correction ๐ป
๐ก Trader Tip: Is waqt DCA (thoda thoda buy) best strategy hai, taake aap dono sides safe raho.
โ Aapka Kya Khayal Hai?
๐ September me BTC $60K+ jayega ya $55K neeche girega?
(Comment me vote karo: ๐ = Bullish / ๐ป = Bearish)