๐โก๏ธ๐ฅ From Articles to Videos: The Big Shift!
Pehle log sirf articles aur blogs par rely karte thay. Lekin ab short videos, reels & shorts ne poora game change kar diya hai.
Aaj kal likha hua content kam hi log dekhte hain, aur video content har jaga viral hota hai.
Why this shift?
๐ Attention span bohot short ho gaya hai.
๐ Video zyada engaging lagta hai.
๐ AI tools (like ChatGPT) ne writing ko easy bana diya, lekin unique value kam ho gayi.
โก Question for you:
Kya aap kehte ho writing is dead, ya phir likhna hamesha ek strong skill rahega โ especially in crypto & finance education?
๐ Apna opinion share karo!