"Bitcoin $BTC ka agla move kya ho sakta hai? 🚀📉"
"Bitcoin $BTC ne aik baar phir 60K ka level test kiya, lekin is dafa market ka sentiment thora alag lag raha hai...
Volume kam hai, whales silent hain, aur retail traders confusion mein. Kya yeh bull trap hai ya buying opportunity?
💡 Mera personal view:
Agar $BTC 58.5K ka support todta hai, to 55K ka zone test ho sakta hai. Lekin agar volume wapas aata hai, to agla target 63K ho sakta hai.
🧠 Ab sawal yeh hai: Aap kya sochtay hain?
Kya yeh time hai accumulate karne ka, ya wait karna chahiye agle dip ka?
👇 Neeche comment mein apna view zarur share karein — discussion open hai! 🔥
#CryptoAnalysis #BTC #Bitcoin #BinanceSquare #CryptoPakistan