🔸 #SaylorBTCPurchase – Michael Saylor ka phir se bara BTC move! 🔸
Michael Saylor ne phir se 11,931 Bitcoins kharide – $786 million ke BTC ek hi baar mein! 😱
Ab unke paas total 226,331 BTC hain, worth $15+ billion! 💰
🚨 Har baar jab Saylor BTC kharidte hain, market mein hype barh jaata hai. Kya yeh bull run ka signal hai? 🐂
Main abhi trading start nahi ki, lekin aise news dekh kar motivation milti hai seekhne ki aur tayyari karne ki. 💪
📌 Aapka kya khayal hai? Kya abhi bhi BTC accumulate karne ka time hai?