Binance Square

Apal Vaish

Software Engineer | Crypto Trader | Content Creator. I combine technical expertise with real trading experience to share valuable crypto insights. Writing about
4 Following
16 Followers
12 Liked
0 Shared
All Content
--
Top 5 DeFi Coins Jo Iss Bull Run Me Game Change Kar Sakte Hain!Crypto ka bull season slowly heat pakad raha hai — aur DeFi sector fir se spotlight me aane laga hai. Par is baar baat sirf hype ki nahi hai — adoption, revenue aur innovation ki hai. Mujhe kuch coins ne sach me impress kiya hai… aur unme bahut potential hai. Yeh rahe Top 5 DeFi Coins jo meri radar pe hain — with reasons: 1. $AAVE — The OG of DeFi Lending Largest and most trusted lending protocol. Aave V3 rollout ne multi-chain liquidity aur gas optimization laya. Real yield + institutional ad

Top 5 DeFi Coins Jo Iss Bull Run Me Game Change Kar Sakte Hain!

Crypto ka bull season slowly heat pakad raha hai — aur DeFi sector fir se spotlight me aane laga hai.
Par is baar baat sirf hype ki nahi hai — adoption, revenue aur innovation ki hai.
Mujhe kuch coins ne sach me impress kiya hai… aur unme bahut potential hai.
Yeh rahe Top 5 DeFi Coins jo meri radar pe hain — with reasons:

1. $AAVE — The OG of DeFi Lending
Largest and most trusted lending protocol.
Aave V3 rollout ne multi-chain liquidity aur gas optimization laya.
Real yield + institutional ad
Ek Lesson jo har trader ko pata hona chahiyeJab maine trading start ki thi, mujhe lagta tha bas chart dekhna aur buy/sell karna hi sab kuch hai. Lekin ek din maine bina soch samjhe FOMO me aake trade le liya… aur loss ho gaya. Na plan tha, na stop loss. Us din ek simple baat samajh aayi: "Market se paise kamane ka shortcut, patience hai." Aaj bhi agar koi trade leta hu to sirf 3 cheeze dekhta hu: Reason kya hai entry ka? Kya koi news hai? Kya chart kuch batata hai? Risk kitna hai? Agar galat ho gaya to kitna loss hoga? Kya main menta

Ek Lesson jo har trader ko pata hona chahiye

Jab maine trading start ki thi, mujhe lagta tha bas chart dekhna aur buy/sell karna hi sab kuch hai.

Lekin ek din maine bina soch samjhe FOMO me aake trade le liya… aur loss ho gaya.
Na plan tha, na stop loss. Us din ek simple baat samajh aayi:

"Market se paise kamane ka shortcut, patience hai."

Aaj bhi agar koi trade leta hu to sirf 3 cheeze dekhta hu:

Reason kya hai entry ka?
Kya koi news hai? Kya chart kuch batata hai?

Risk kitna hai?
Agar galat ho gaya to kitna loss hoga? Kya main menta
Login to explore more contents
Explore the latest crypto news
⚡️ Be a part of the latests discussions in crypto
💬 Interact with your favorite creators
👍 Enjoy content that interests you
Email / Phone number

Latest News

--
View More

Trending Articles

SLSBEEL_crypto vns
View More
Sitemap
Cookie Preferences
Platform T&Cs