*Pak time 5.30 pm*

🔹 CPI (Consumer Price Index):

Yeh ek economic indicator hai jo measure karta hai ke ek specific period (monthly/quarterly) me consumers ke liye saman aur services ki prices me kitna change aya hai.

🔹 CPI Date:

Wo din jab government ya official statistical department CPI ka data publish karta hai.

USA me yeh data Bureau of Labor Statistics (BLS) release karti hai (har mahine).

Market, specially stocks aur crypto, is date ka intezar karti hai, kyunke inflation data directly interest rates aur market ke trend ko effect karta hai.