Asalamu Alikum Wa Rahmatullah
Good Morning My Dear Friends!
Nazim Ki Nazar ✍️
Crypto Coins Kitne Prakar Ke Hote Hain? Jaaniye Har Category Ka Farq!
Aaj hum jaanenge ki crypto market me coins ya tokens kitne prakar ke hote hain. Har coin ka apna purpose hota hai – kuch meme coins hote hain, kuch utility coins, kuch governance tokens aur kuch stablecoins.
Main Categories:
1. Meme Coins – Jaise DOGE, SHIB, PEPE (zyada hype, kam utility)
2. Utility Coins – Jaise ETH, BNB (blockchain par kaam karne ke liye)
3. Stablecoins – Jaise USDT, USDC (USD jese fiat se peg hote hain)
4. Governance Tokens – Jaise UNI, AAVE (project decisions me voting ke liye)
5. Security Tokens – Investment jese behave karte hain (kam popular)
6. GameFi/Metaverse Coins – Jaise MANA, SAND (gaming/metaverse apps ke liye)
Aapka favourite coin kis category ka hai? Comment karke batayein!
alag alag janne ke liye" Lovely97" ko Follow kare
post ko like comment share kare