Bitcoin Halving Kya Hota Hai? Simple Bhasha Mein Samjho!
Bitcoin ka halving har 4 saal me hota hai. Iska matlab hai ki naye banne wale Bitcoins ki quantity aadhi ho jaati hai.
Example: Pehle 1 block mine karne par 6.25 BTC milta tha, ab next halving ke baad sirf 3.125 BTC milega.
Iska effect?
Supply kam hoti hai
Demand same ya zyada hoti hai
Result: Price upar jaa sakta hai (historically aisa hi hua hai)
Halving ka effect market par bada hota hai. Isliye is event ko closely dekhna chahiye!
#Bitcoin #Halving2024 #CryptoHindi #CryptoEducation #BinanceSquare