Log kehte hain โdump is healthier after a pumpโ ๐
But honestly, crypto market mein yeh zyada tar ek myth hai โ specially jab baat aati hai $BIO jaise tokens ki.
๐ BIO Token ka chart dekho:
Price utra tha $0.02113 se $0.3254 tak ๐ฅ (1400%+ pump)
Volume jump: 878.33M BIO
Lekin phirโฆ ekdum se dump! Ab price gir kar $0.2123 pe, sirf 24 ghante mein -11.54% aur abhi bhi apne ATH $0.92 se kaafi neeche hai.
Yeh typical pump & dump pattern dikh raha hai. Matlab bade holders ne profit book kar liya aur ab chhote investors ke haath mein falling knife chhod diya. ๐ฉธ
โ ๏ธ Catching a falling knife = khatra
Ab jo log soch rahe hain โdip pe buy karte hain,โ unke liye risk aur bhi bada hai. Agar fundamentals strong na ho aur demand sustain na kare, toh price aur neeche gir sakta hai.
๐ Reality check:
High volume-to-market-cap ratio (234.99%) manipulation ka signal deta hai.
โHealthy dumpโ ki baat sirf illusion ho sakti hai, jab asal mein insiders exit karte hain.
BIO ke fundamentals abhi clear nahi hain โ bina solid research ke is dump ko buying opportunity samajhna galti hogi.
๐ก Bottom line:
Abhi ke liye $BIO risky zone mein hai. DYOR ๐ and donโt get trapped by FOMO.
Please๐ Follow Me โค๐นโฅ๏ธ๐