🔥 $1.07 BILLION BURNED – BNB on Fire! | 32nd Quarterly Burn Complete
BNB ne apni 32th quarterly burn complete kar li hai –
1.59 million BNB tokens, jinki total value hai $1.07 Billion, permanently market se hata diye gaye hain! 😱🔥
👉 Kya hoti hai token burn?
Yeh ek deflationary process hai jisme circulating supply ko kam kiya jata hai – aur jab supply kam hoti hai, lekin demand barhti hai... to price kya karta hai? Uper jaata hai! 📈
🚀 Ye burn BNB ke long-term holders ke liye bullish signal hai.
Burn ka matlab hai:
✔️ Kam supply
✔️ Zyada scarcity
✔️ Zyada value over time (potentially)
BNB already top-performing coins me se ek hai, aur aise massive burns use aur bhi strong banate hain.
❓Tum kya sochtay ho?
Kya BNB $700+ ki taraf wapas ja sakta hai 2025 me?
👇 Neeche comment karo:
“BNB holders ready ho ya abhi bhi dekh rahe ho?”