🚀 Bitcoin Near All-Time High Amid Tariff & ETF Buzz
Source: Barron's
Bitcoin ab $108,944 par hai, all-time high ke sirf 3% door .
Ethereum (+1.9%), Solana (+2.1%), XRP (+1.6%) bhi consistently upar ja rahe hain.
Reason:
1. U.S.–BRICS tariff tension investors ko stocks se hatake crypto ki taraf le ja raha hai; Trump ne 9 July se additional 10% tariff announce kiya .
2. Institutional inflows — crypto ETFs me flow barh raha hai.
3. Fed rate cut expectations bhi dilasa de rahe hain .
Bitcoin YTD +15%, all‑time high tak close, institutional adoption strong, altcoins aur DeFi bhi promising .
---
🤔 Kya Bitcoin 110K Se Upar Break Karega?
Ab sab ki nazar $110K resistance par hai. Kya market is level ko tod payega ya yeh ek short-term pump hai?
➡ Mere hisab se jab tak ETFs aur macro trends positive hain, dips buying opportunity ho sakti hain.
---
📣 Aapka Kya View Hai?
🚀 Long Karoge Ya Short?
👇 Comments Main Batayein!