Money Management – Sirf Profit Ka Nahi, Loss Se Bachne Ka Naam Hai!
Crypto mein kamai sirf coins chun ne se nahi hoti —
Money Management se hoti hai.
Galtiyan Jo Har Naya Trader Karta Hai:
Pura balance ek hi trade mein laga dena
FOMO mein top pe buy karna
Stop-loss ka use na karna
Short-term loss se ghabra ke panic sell karna
Smart Trader Ban'na Hai Toh Yeh 5 Rules Yaad Rakho:
Kabhi bhi total capital ka 5–10% se zyada ek trade mein invest na karo
Stop-loss zaroor lagao – taake nukhsan limited ho
Profit target set karo – greed mein mat aao
Risk/Reward Ratio samjho – kam risk mein achha reward chuno
Plan ke bina trade mat karo – har trade ek strategy ke sath karo
Yaad Raho:
“Market har waqt mauqa deta hai, lekin paisa bachana seekhna zaroori hai.”
Money Management = Long-Term Survival in Trading
Achi strategy + Discipline = Consistent Profit
#MoneyManagement #CryptoTradingTips #RiskControl #SmartTrader #LearnBeforeYouEarn