#TrumpTariffs | Naya Trade Storm Shuru?🚨🚨💦💦$

🇪🇺 50% Tariff on EU Imports – Shocking!

1st June se U.S. European Union ke tamam imports par 50% tariff lagane ja raha hai! Trump ne kaha hai ke agar koi European company U.S. mein apna plant lagana chahe, to unke liye chhuti mil sakti hai.

Soch rahe ho? Kya yeh global supply chains ko hila ke rakh dega?

📱 Smartphones Pe 25% Extra Charge!

Ab jo phones U.S. ke bahar ban rahe hain — chahe wo Apple ho ya Samsung — unpe 25% naya tariff lagega.

Ye pressure banaya ja raha hai taake production America shift ho.

Apple ne abhi tak koi official response nahi diya.

🎬 Foreign Films Pe 100% Tariff – Hollywood First?

Trump ne non-U.S. movies pe 100% tariff approve kar diya hai.

Wajah? National security concerns aur Hollywood ki declining growth.

Ab Netflix aur Amazon jaise platforms ko bhi content sourcing mein rethink karna padega.

🛒 New Update: Consumer Goods Next?

Ek senior advisor ke mutabiq, clothing, luxury items aur cosmetics pe bhi next round of tariffs ki planning ho rahi hai.

Luxury brands like Louis Vuitton and Chanel might feel the heat.

📉 Markets React – Kya Aap Tayyar Ho?

Ye sab announcements ke baad, markets mein halchal hai:

S&P 500, Nasdaq aur Dow sab ne notable dips liye

Investors ka trust shaky ho raha hai

Businesses cost push inflation ka samna kar rahe hain

Ye sab kuch Trump ki "America First" manufacturing policy ka hissa hai — lekin iska global impact kaafi bada ho sakta hai.

Aapka kya khayal hai? Kya yeh right step hai ya ek naya trade war ka signal?

$TRUMP