@Mr Helper Ap na jo post ke Mr wait bhai OM coin se related aap behtar janta hain ke OM coin ne kitna bara scam kiya 5B ka market cap 2M par aa gaya aur Abhi tak Delist nahi hua
Kya aapko lagta hai ya wapis 5B ka market cap par aa sakta hai?
Same is tarah Trump coin ne kya 89 dollar se 9 dollar par aa gaya
Ya sirf logo ko pagal bana rahe hain aur kuch nahi
Jahan tak baat hai OM ke wapas kabhi bhi nahi aaye ga
Jazak Allah
#BinancelaunchpoolHuma #BinanceAlphaAlert #BTCBreaksATH110K #BinanceHODLerHAEDAL #MerlinTradingCompetition $BTC