BTC Dominance (BTC.D) chart mein strong upward spike dekhne ko mila hai jo 64.43% se le kar 64.80% tak gaya aur abhi 64.74% pe trade ho raha hai. Ye bullish momentum dikhata hai.

Agar ye dominance 64.80% se upar sustain karta hai, to altcoins pe aur pressure aasakta hai aur BTC aur zyada market control le sakta hai.

Agar rejection milta hai 64.80% ke aas paas, to phir short-term pullback 64.60% tak aasakta hai.

Above 64.80% = BTC dominance aur upar jaa sakti hai (Altcoins down).

Rejection at 64.80% = Pullback possible (Altcoins thoda relief le sakte hain).

#BTCDOMINACE #BinanceAlphaAlert #AirdropSafetyGuide