$BONK $BONK

BONK/USDT Quick Update

📈 Price: 0.00001930

BONK ne 24h ka high 0.00001960 touch kiya tha aur abhi halka sa retrace karke 0.00001930 pe trade kar raha hai. Overall sentiment positive hai kyun ke 7 din me BONK ne 56% se zyada ka jump diya hai. Volume decent bana hua hai, lekin 0.00001960 ke resistance zone ke kareeb selling pressure aa raha hai.

Agar price 0.00001960 tod deta hai to agla resistance 0.00002000 ke aas paas banega. Agar reject hota hai to 0.00001880 aur 0.00001800 ke zones support ke liye dekhe ja rahe hain.

Spot Traders ke liye safe buying sirf breakout pe banti hai jab 0.00001960 clean break ho jaye. Tab short term target 0.00002050 tak ka ho sakta hai.

Futures Traders ke liye abhi light momentum long ka hai 📈. Lekin tight SL ke saath kaam karna zaruri hai kyunki rejection zone pe trade ho raha hai.

Pro Tip: 0.00001960 ka breakout confirmation pehi strong rally ban sakti hai 🚀, lekin fail breakout pe sharp fall bhi aasakta hai, so alert rahen

3-Step Buying Plan:

1️⃣ First entry 0.00001880 support bounce pe try karo.

2️⃣ Second entry jab 0.00001960 ka breakout confirm ho.

3️⃣ Third entry safe zone me 0.00002000 ke upar daily close ke baad.

#Bonk #SaylorBTCPurchase #xrpetf #BinanceAlphaPoints