$ETH $ETH
ETH
1,787.99
+5.48%
Crypto Man Shocking Analysis #ETH /USDT
Current Price: $1,792.92
ETH ne $1,683 se powerful bounce diya aur $1,834 tak touch kar liya — ab price $1,790 ke aas-paas stable ho gaya hai. Volume solid hai aur price structure bullish hi lag raha hai.
Spot Traders ke liye ETH Buying Zones
$1,780 – $1,790 zone ideal hai entry ke liye
Reason: Price yahan consolidate kar raha hai breakout ke baad
$1,740 – $1,760 zone dip buyers ke liye badiya spot hai
Reason: Pichla resistance zone, ab support ban gaya hai
$1,700 – $1,720 deep entry zone
Reason: 24h low ke near strong bounce confirmation mila
Spot Targets
Agar price $1,835 ke upar breakout karta hai toh agla target $1,880 – $1,950 banega short-term mein
Futures Trade Setup (Momentum ke Saath)
Long: $1,835 breakout with volume
Target: $1,880 – $1,950
Leverage: 5x – 10x
Short: $1,680 break ke saath rejection
Target: $1,640 – $1,600
Leverage: 5x – 10x
Pro Tip
Jab tak ETH $1,780 ke upar hai, bulls ka control hai. Lekin agar $1,680 ke niche heavy volume ke sath girta hai, toh trend reversal ke chances strong ho jaenge.
Meri Personal Opinion
ETH ka current structure bullish hai. Agar $1,835 todta hai toh rally fast ho sakti hai. Spot pe hold karne wale acche returns dekh sakte hain. but SL manage zaroor karna.
Aap bhi ETH pe bullish ho ya short dekh rahe hen? Comment mein apna view likhen. 💐✍️
#BTCNextATH #MarketRebound #TradingCommunity #BinanceSquareFamily