#SUI🔥 $SUI
2.3611
+4.82%
Crypto Man Shocking Analysis — SUI/USDT
Current Price: $2.24
SUI ne $2.13 se solid bounce liya hai aur ab $2.24 pe trade kar raha hai. Abhi tak 59.36M SUI ka volume aaya hai, jo decent hai. $2.28 ka resistance abhi bhi intact hai, lekin price thoda thoda pressure todne ki koshish kar raha hai.
3-Step Spot Buying Setup
Step 1:
$2.22 — $2.25 pe halka buy karen — safe zone hai.
Step 2:
$2.13 — $2.18 pe strong support hai — wahan heavy add kar sakte hain.
Step 3:
$2.00 — $2.05 panic buying zone — yahan se tezi se reversal aasakta hai.
Spot Target Idea
Agar price $2.28 todta hai to pehla target $2.36 ka hoga.
Breakout confirm ho jaye to $2.50 tak ka move possible hai.
Futures Trade Setup
Long:
$2.28 upar 1H candle close + 80M USDT volume
Target: $2.36 — $2.50
Leverage: 5x-10x
Short:
$2.13 break with 70M volume
Target: $2.05 — $2.00
Leverage: 5x-10x
Pro Tip
Jab tak $2.28 nahi todta, tab tak aggressive entry avoid karen.
Volume confirmation ke bina breakout risky hoga.
Meri Personal Opinion
SUI ek Layer 1 blockchain project hai jo fast, scalable aur developer-friendly blockchain hai. Yeh gaming aur Web3 apps me bohat demand me aa raha hai. Main personally $2.22 pe halka buy karungi
Agar $2.13 pe aaye to strong add
Futures me $2.28 breakout long aur $2.13 break pe short setup banaungi.
Target:
Spot: $2.50
Futures: Long me $2.50, Short me $2.00