Home
Notification
Profile
Trending Articles
News
Bookmarked and Liked
Creator Center
Settings
haji but
--
Follow
See my returns and portfolio breakdown. Follow for investment tips
Disclaimer: Includes third-party opinions. No financial advice. May include sponsored content.
See T&Cs.
0
0
Explore the latest crypto news
⚡️ Be a part of the latests discussions in crypto
💬 Interact with your favorite creators
👍 Enjoy content that interests you
Email / Phone number
Sign Up
Login
Relevant Creator
haji but
@9d0021b5f
Follow
Explore More From Creator
#CPI&JoblessClaimsWatch 🚨 Yaaro, aaj aik aham baat share karna chahta hoon jo har us shakhs ke liye hai jo Binance ya kisi bhi crypto exchange pe trading kar raha hai, ya karne ka soch raha hai. Hamare aas paas aaj kal YouTube pe hazaroon aise log milte hain jo apne aap ko “expert trader” ya “signal provider” kehte hain. Ye log attractive thumbnails aur high-return promises ke zariye logon ko phansate hain. “100% sure shot signal”, “10x profit in 1 day” jese jumlay sun kar log apna hard-earned paisa laga dete hain bina kisi research, bina kisi understanding ke. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Abhi haal hi mein aik bhai ne mujhe bataya ke usne aik mashhoor YouTuber ka signal follow kiya, aur sirf 3 dinon mein kareeban 1000 Euro ka nuksaan uthaya. Socho, 3 din — aur paisa gaya! Na sirf paisa, balke saath mein tension, bechaini aur afsos bhi mila. Jab paisa doobta hai to sirf wallet nahi, insaan ka hausla bhi toot jata hai. Crypto market already risky hai. Yeh traditional banking system nahi jahan kisi kaafi had tak protection hoti hai. Yahaan aik galat decision ya kisi fraud signal provider ka kehna maan lena, aapko zero pe laa sakta hai. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Aap sab se guzarish hai khud ko aur apne doston ko is trap se bachao. Yeh waqt hai jaagne ka, samajhne ka. Paisa banana mushkil nahi, lekin usay sambhalna aur ghalat logon se bachana bohat zaroori hai. Crypto Perho! by Abdullah Mahmood #pakistanicrypto #IndiaCrypto #Binance
--
$ETH 🚨 Yaaro, aaj aik aham baat share karna chahta hoon jo har us shakhs ke liye hai jo Binance ya kisi bhi crypto exchange pe trading kar raha hai, ya karne ka soch raha hai. Hamare aas paas aaj kal YouTube pe hazaroon aise log milte hain jo apne aap ko “expert trader” ya “signal provider” kehte hain. Ye log attractive thumbnails aur high-return promises ke zariye logon ko phansate hain. “100% sure shot signal”, “10x profit in 1 day” jese jumlay sun kar log apna hard-earned paisa laga dete hain bina kisi research, bina kisi understanding ke. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Abhi haal hi mein aik bhai ne mujhe bataya ke usne aik mashhoor YouTuber ka signal follow kiya, aur sirf 3 dinon mein kareeban 1000 Euro ka nuksaan uthaya. Socho, 3 din — aur paisa gaya! Na sirf paisa, balke saath mein tension, bechaini aur afsos bhi mila. Jab paisa doobta hai to sirf wallet nahi, insaan ka hausla bhi toot jata hai. Crypto market already risky hai. Yeh traditional banking system nahi jahan kisi kaafi had tak protection hoti hai. Yahaan aik galat decision ya kisi fraud signal provider ka kehna maan lena, aapko zero pe laa sakta hai. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Aap sab se guzarish hai khud ko aur apne doston ko is trap se bachao. Yeh waqt hai jaagne ka, samajhne ka. Paisa banana mushkil nahi, lekin usay sambhalna aur ghalat logon se bachana bohat zaroori hai. Crypto Perho! by Abdullah Mahmood #pakistanicrypto #IndiaCrypto #Binance
--
#BinanceSafetyInsights 🚨 Yaaro, aaj aik aham baat share karna chahta hoon jo har us shakhs ke liye hai jo Binance ya kisi bhi crypto exchange pe trading kar raha hai, ya karne ka soch raha hai. Hamare aas paas aaj kal YouTube pe hazaroon aise log milte hain jo apne aap ko “expert trader” ya “signal provider” kehte hain. Ye log attractive thumbnails aur high-return promises ke zariye logon ko phansate hain. “100% sure shot signal”, “10x profit in 1 day” jese jumlay sun kar log apna hard-earned paisa laga dete hain bina kisi research, bina kisi understanding ke. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Abhi haal hi mein aik bhai ne mujhe bataya ke usne aik mashhoor YouTuber ka signal follow kiya, aur sirf 3 dinon mein kareeban 1000 Euro ka nuksaan uthaya. Socho, 3 din — aur paisa gaya! Na sirf paisa, balke saath mein tension, bechaini aur afsos bhi mila. Jab paisa doobta hai to sirf wallet nahi, insaan ka hausla bhi toot jata hai. Crypto market already risky hai. Yeh traditional banking system nahi jahan kisi kaafi had tak protection hoti hai. Yahaan aik galat decision ya kisi fraud signal provider ka kehna maan lena, aapko zero pe laa sakta hai. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Aap sab se guzarish hai khud ko aur apne doston ko is trap se bachao. Yeh waqt hai jaagne ka, samajhne ka. Paisa banana mushkil nahi, lekin usay sambhalna aur ghalat logon se bachana bohat zaroori hai. Crypto Perho! by Abdullah Mahmood #pakistanicrypto #IndiaCrypto #Binance
--
#SecureYourAssets 🚨 Yaaro, aaj aik aham baat share karna chahta hoon jo har us shakhs ke liye hai jo Binance ya kisi bhi crypto exchange pe trading kar raha hai, ya karne ka soch raha hai. Hamare aas paas aaj kal YouTube pe hazaroon aise log milte hain jo apne aap ko “expert trader” ya “signal provider” kehte hain. Ye log attractive thumbnails aur high-return promises ke zariye logon ko phansate hain. “100% sure shot signal”, “10x profit in 1 day” jese jumlay sun kar log apna hard-earned paisa laga dete hain bina kisi research, bina kisi understanding ke. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Abhi haal hi mein aik bhai ne mujhe bataya ke usne aik mashhoor YouTuber ka signal follow kiya, aur sirf 3 dinon mein kareeban 1000 Euro ka nuksaan uthaya. Socho, 3 din — aur paisa gaya! Na sirf paisa, balke saath mein tension, bechaini aur afsos bhi mila. Jab paisa doobta hai to sirf wallet nahi, insaan ka hausla bhi toot jata hai. Crypto market already risky hai. Yeh traditional banking system nahi jahan kisi kaafi had tak protection hoti hai. Yahaan aik galat decision ya kisi fraud signal provider ka kehna maan lena, aapko zero pe laa sakta hai. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Aap sab se guzarish hai khud ko aur apne doston ko is trap se bachao. Yeh waqt hai jaagne ka, samajhne ka. Paisa banana mushkil nahi, lekin usay sambhalna aur ghalat logon se bachana bohat zaroori hai. Crypto Perho! by Abdullah Mahmood #pakistanicrypto #IndiaCrypto #Binance
--
#TradingPsychology 🚨 Yaaro, aaj aik aham baat share karna chahta hoon jo har us shakhs ke liye hai jo Binance ya kisi bhi crypto exchange pe trading kar raha hai, ya karne ka soch raha hai. Hamare aas paas aaj kal YouTube pe hazaroon aise log milte hain jo apne aap ko “expert trader” ya “signal provider” kehte hain. Ye log attractive thumbnails aur high-return promises ke zariye logon ko phansate hain. “100% sure shot signal”, “10x profit in 1 day” jese jumlay sun kar log apna hard-earned paisa laga dete hain bina kisi research, bina kisi understanding ke. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Abhi haal hi mein aik bhai ne mujhe bataya ke usne aik mashhoor YouTuber ka signal follow kiya, aur sirf 3 dinon mein kareeban 1000 Euro ka nuksaan uthaya. Socho, 3 din — aur paisa gaya! Na sirf paisa, balke saath mein tension, bechaini aur afsos bhi mila. Jab paisa doobta hai to sirf wallet nahi, insaan ka hausla bhi toot jata hai. Crypto market already risky hai. Yeh traditional banking system nahi jahan kisi kaafi had tak protection hoti hai. Yahaan aik galat decision ya kisi fraud signal provider ka kehna maan lena, aapko zero pe laa sakta hai. Agar trading ka shauq hai, to seekho. Khud analysis seekho, market samjho, risk management ka tariqa samjho. Lekin please, kisi bhi YouTuber, influencer ya “VIP signal group” ka andha bharosa mat karo. Yeh log aksar apna faida dekhte hain aapka nahi. Aap sab se guzarish hai khud ko aur apne doston ko is trap se bachao. Yeh waqt hai jaagne ka, samajhne ka. Paisa banana mushkil nahi, lekin usay sambhalna aur ghalat logon se bachana bohat zaroori hai. Crypto Perho! by Abdullah Mahmood #pakistanicrypto #IndiaCrypto #Binance
--
Latest News
Roswell City Receives First Bitcoin Donation for Strategic Reserve
--
Binance Market Update (2025-04-30)
--
China Launches Campaign to Address AI Technology Misuse
--
KernelDAO Identifies Vulnerability in Fee Minting Contract
--
Clear Regulations to Boost Institutional Investment in Cryptocurrency, Says Goldman Sachs Executive
--
View More
Trending Articles
JOIN ONE DOLLOR GAME & WIN LARGE PRIZE COME FAST & JOIN👉 [
Ali_Haider302
Is SUI Following SOL’s Legendary 2021 Path – Historical Fractal Comparison Shows Massive Upside
CoinsProbe
$XRP Technical Analysis of XRPUSDT 1. Indicator Signals MAC
Doctor-Moro
🛑 𝐇𝐨𝐰 𝐭𝐨 𝐒𝐭𝐚𝐲 𝐒𝐚𝐟𝐞 𝐅𝐫𝐨𝐦 𝐏𝟐𝐏 𝐑𝐞𝐯𝐞𝐫�
Bio Bhaiya
I would like to be pope,' Trump tells reporters US Presiden
AZK NEWS
View More
Sitemap
Cookie Preferences
Platform T&Cs