🚀 Bitcoin Update ($BTC )


Abhi Bitcoin chal raha hai $104,509 par — thoda sa -2.87% ka dip hua hai, lekin experts bol rahe hain agle 1 mahine mein yeh $123,787 tak jaa sakta hai 🔥

6 mahine mein $136,950 tak jump ho sakta hai (approx +28.88%)!
Lekin 1 saal ka view thoda mixed hai – $79,737 tak girne ke chances bhi hain 😬

#Bitcoin #CryptoNews #BTCUpdate #CryptoPrediction #BitcoinIndia