🔹 Binance Square par Earning ke Tareeqe
1. Content Creator Program
Binance Square pai articles, analysis, aur trading tips likh kar followers banate ho.
Agar tumhara content unique aur engaging ho to Binance tumhein reward pool se pay karta hai.
Har mahine creators ko tokens diye jaate hain based on engagement (views, likes, comments).
2. Referral Links Share Karna
Binance tumhein apna referral link deta hai.
Tum Square pai apni posts ke andar apna referral link daal sakte ho.
Jo bhi tumhare link saai signup aur trading karega, tumhein commission milegi.
3. Affiliate Program
Square pai active reh kar affiliate program join kar sakte ho.
Ye referral se bhi zyada professional level hota hai (higher % commission).
---
🔹 Binance App par Aur Earning Ways
Square ke ilawa, Binance app pai bhi earning ke options hain:
1. Spot Trading / Futures Trading
Market ka sahi analysis karke buy/sell karte ho.
Futures mai leverage zyada hota hai magar risk bhi high hota hai.
2. Binance Earn (Staking & Savings)
Tum apne crypto ko "Flexible Savings" ya "Locked Staking" mai rakh kar passive income kama sakte ho.
3. Launchpool / Launchpad
Naye projects ke tokens free mai milte hain agar tum BNB ya $USDT stake karo.
4. Liquidity Farming
Tum apna crypto liquidity pools mai add karte ho aur reward ke taur pai trading fees ka hissa milta hai.
5. P2P Trading
Tum Binance P2P mai buy/sell karke price difference se profit kama sakte ho.