$SOMI Frist confarmion
🟥 Sell Setup (Risky Trade)
1. Condition for Entry:
Market upar se rejection le (1.50–1.61 zone se).
15-minutes ka candle entry line (1.495 ke aas-paas) ke niche close ho.
Next candle jese hi us close ko break kare → Sell entry.
2. Stop Loss (SL):
Recent rejection ke upar rakhna (approx 1.610 ke upar).
Yaha se upar gaya to setup fail ho jayega.
3. Targets (TP):
Target 1: 1.300 ke aas-paas (near support).
Target 2: 1.104 (major support zone).
Target 1 hit hone ke baad SL ko entry par shift kar dena (Risk-Free trade).
4. Notes (Warning):
Yeh scalping + breakout trade hai, isliye risky hai.
Agar 15-min candle entry ke niche close nahi deta to avoid sell.
Volume aur BTC ke price movement check karke hi entry lena.
---
📌 Simple line me:
➡ Rejection zone se aane ke baad, 15m close ke niche → next candle break → Sell.
➡ SL: 1.610 ke upar.
➡ TP1: 1.300 | TP2: 1.104.
➡ Risky setup hai, isliye confirmation zaroori hai.