Hy Friands Apke Liye New Trade Plan #ETH🔥🔥🔥🔥🔥🔥
ETH abhi Bullish hai ✅
Jab tak price $4,650 se neeche nahi jata, trend upar ka hi rahega.
Agla target: $4,880 → $5,000 zone.
Agar $5,000 break karta hai to $5,300 – $5,500 tak jump kar sakta hai.
Lekin agar $4,650 todta hai to correction $4,300 – $4,100 tak aa sakti hai.