Easypaisa Binance P2P ke baad Block ho gaya? Step-by-Step Recovery Guide

๐Ÿ”น Step 1: Easypaisa Helpline par call karein

โ€“ Blocked transaction ke baare mein poora poochhein

โ€“ Note karein: date, amount, transaction ID, aur sender ka naam

โ€“ In cheezon ko Binance P2P ke record se match karein

๐Ÿ”น Step 2: Sender ka CNIC hasil karein

โ€“ Sender se CNIC ka front aur back side mangwaayein

โ€“ Agar wo dene se inkaar karein, toh Binance par report open karein taake verified details mil sakein

๐Ÿ”น Step 3: Ek Receipt banayein

โ€“ Canva ya kisi template se receipt tayar karein

โ€“ Likhein ke yeh payment kisi cheez (mobile/laptop waghera) ke sale ke badle mein li gayi thi

โ€“ Date transaction wali honi chahiye

๐Ÿ”น Step 4: Justification Letter likhein

โ€“ Example: โ€œ[Date] ko jo payment mili thi wo aik personal cheez bechnay ke badle mein thi.โ€

โ€“ Chhota aur simple likhein

๐Ÿ”น Step 5: Saare Documents tayar karein

โ€“ Apna CNIC (front aur back)

โ€“ Handwritten justification letter

โ€“ Receipt

โ€“ Transaction ka screenshot

โ€“ Sender ka CNIC

๐Ÿ”น Step 6: Easypaisa ko submit karein

โ€“ Sab documents ko ek PDF mein combine karein (compress bhi kar sakte hain agar zarurat ho)

โ€“ Email bhejein apna naam, CNIC aur account details ke saath

โ€“ Auto-reply se complaint ID lein

โ€“ Agar sab kuch theek ho to account wapas open ho jaye ga