2011 ka saal tha, Russia se Canada shift hone wala ek young ladka programming aur gaming ka shaukeen tha. Naam? Vitalik Buterin. Us waqt sirf 17 saal ka tha jab usne Bitcoin ke bare me pehli baar suna. Pehle to usne socha “yeh kya magic cheez hai?”, lekin jab samjha ke blockchain sirf currency nahi, ek pura system badal sakta hai, tab uska dimag full speed pe chalne laga.
Vitalik ko lagta tha Bitcoin ki technology strong hai, lekin limited hai. Is liye usne 2013 me apni idea world ke saamne rakha: Ethereum – ek blockchain jo sirf transactions nahi, smart contracts aur decentralized apps ko bhi run kare.
2015 me Ethereum launch hua aur aaj ETH market cap me top coins me se ek hai. Vitalik ab crypto world ka Elon Musk samjha jata hai – lekin thoda introvert aur coding ka pagal fan.Ab takriban isky pass 250000 ETH coin hain jo ky ussy crypto ki dunya ka billionare bnaty hain .
like follow and share.