๐ Kyun hamesha $ETH (Ethereum) Dominance ko monitor karna chahiye?
Crypto market sirf Bitcoin tak limited nahi โ Ethereum ki dominance bhi bohot kuch reveal karti hai!
Aayiye dekhtay hain ke Bitcoin aur Ethereum Dominance market ko kaise affect kartay hain:
---
1. Bitcoin Dominance ($BTC Dominance):
๐บ High Dominance ka matlab:
Investors ka trust sirf Bitcoin pe hai โ zyada tar correction ya fear ke waqt.
๐ข Altcoins usually Bitcoin ke muqable me girte hain.
๐ป Low Dominance ka matlab:
Market me liquidity Bitcoin se nikal kar altcoins me ja rahi hoti hai.
๐ Altseason yahin se start hoti hai!
Altcoins rally karte hain jab log risk lena start karte hain.
---
2. Ethereum Dominance ($ETH Dominance):
๐ Agar Ethereum ki dominance barhti hai to iska matlab ho sakta hai:
Logon ka interest barh raha hai smart contract projects me (jaise DeFi, NFTs, Web3)
Investors sirf Bitcoin pe dependent nahi โ wo apna capital altcoins me diversify kar rahe hain
---
๐ Final Note:
Ethereum dominance ka barhna altcoin rally ka signal ho sakta hai.
Isi liye agar aap altcoins me invest kar rahe ho, to Ethereum dominance pe nazar rakhna bohot zaruri hai!
#Notcoin #BuiltonSolayer #IPOWave #BTCUnbound #CFTCCryptoSprint