๐จ Elon Musk Loses $75 Billion! Is the AI Race Changing Billionaire Rankings? ๐คฏ
Elon Musk ki dolat mein 2025 ke andar ab tak $75 billion ka zabardast nuqsaan ho chuka hai. Bloomberg ke mutabiq ab unka net worth lagbhag $357 billion reh gaya hai โ jabke 2024 ke end par yeh $450 billion se bhi zyada tha!
Is girawat ki sabse badi wajah hai Tesla ke shares ka 20% tak girna, jismein Musk ka 13% stake hai. Ab Musk ka title โDuniya ka sabse ameer shakhsโ challenge ho raha hai... Larry Ellison (Oracle) aur Mark Zuckerberg (Meta) tez raftari se aage barh rahe hain.
๐น Oracle ki AI aur cloud computing strategy ne company ko over 50% growth di hai is saal
๐น Larry Ellison ka net worth Musk ke kaafi qareeb aa gaya hai โ sirf $54 billion ka faraq
Agar trends aise hi chalte rahe, to Musk shayad is saal ke end tak apna #1 spot kho de!
๐ Kya aapko lagta hai Tesla recover karega? Ya AI kings ban chuke hain naye market leaders?
๐ Apni raye zaroor dein โ bullish hain ya bearish?
#ElonMusk. #AI #MarketRebound #ProjectCrypto #BinanceFeed $DOGE