CHoCH = Trend Reversal Signal! 🟥
CHoCH (Change of Character) tab hota hai jab market apna direction badalti hai.
Yeh trend reversal ka strong signal hota hai.
Example:
Market bullish thi, achanak previous low break ho gaya = Trend bearish hone ka signal.
– Market bearish thi, previous high break ho gaya = Trend bullish hone ka signal.
CHoCH dekh kar sahi waqt par entry ya exit kar sakte hain aur loss se bach sakte hain.
Trading me CHoCH ko samajhna important hai!