$DOGE /USDT – Reversal ka signal, fresh bounce shuru! 🚀🐶

#FutureTradingSignals

DOGE ne 1H chart par $0.16222 ka strong support touch karke bullish candles dikhana shuru kar diya hai. MACD histogram mein bhi reversal ke asaar hain. Agar momentum barh gaya to price jaldi $0.168+ zone ko test kar sakta hai.

📥 Entry Zone:

✅ $0.16480 – $0.16550

(Aaj ka bounce zone hai — confirmation candle ka wait karo)

🎯 Target Levels (Take Profits):

📌 TP1: $0.16700

📌 TP2: $0.16870

📌 TP3: $0.17000 (Previous 24h high)

🛑 Stop Loss:

🔻 $0.16180

(Yeh stop-loss last support ke neeche set karo taake risk limited ho)

📌 Pro Tip:

MACD ke histogram bars bullish side shift kar rahe hain aur price $0.165 ke upar close karta hai to short-term momentum strong ho sakta hai. Volume par nazar rakho.

📊 Mukhtasir:

DOGE ne ek reversal structure banaya hai 1-hour chart par. Support zone defend hua hai aur price bullish candles bana raha hai. Risk manageable hai agar stop-loss ka proper use kiya jaye.

TRADE aur Buy kren👉$DOGE par.

#DOGE #StrategyBTCPurchase #Timestonetrader