Socho zara: 😲
Tumhein ek purana phone milta hai drawer mein… aur usmein hain 10,000 $BTC jo 2012 se paday hain.
Na password yaad hai, na koi backup.
Ab kya karoge?
📱 Screen todh ke kholne ki koshish karoge ya kisi expert hacker ko bulaoge? 💻🔓
Sach sach batao — tumhara next move kya hoga?