Home
Notification
Profile
Trending Articles
News
Bookmarked and Liked
Creator Center
Settings
ScalpTraderpro
--
Follow
$ACM
/usdt
boooooooooom boooooooom 💹🚀🚀🚀🚀🔥
$ACM
Disclaimer: Includes third-party opinions. No financial advice. May include sponsored content.
See T&Cs.
29
0
Explore the latest crypto news
⚡️ Be a part of the latests discussions in crypto
💬 Interact with your favorite creators
👍 Enjoy content that interests you
Email / Phone number
Sign Up
Login
Relevant Creator
ScalpTraderpro
@Square-Creator-0fae5873c389
Follow
Explore More From Creator
$VOXEL /usdt my long signal hit 😎😎😎🤑💹
--
$XRP Holders: Kab "To the Moon"?🚀🚀🚀💯🔥🔥🔥💵💵 BTC ne toh zabardast pump maar diya, lekin XRP abhi bhi chill mode mein hai. Kya XRP so raha hai ya bada kuch aane wala hai? Yeh kuch wajah ho sakti hain XRP ke slow reaction ki: SEC case abhi bhi poori tarah se khatam nahi hua Market confidence thoda weak hai Capital abhi BTC/ETH mein hi flow kar raha hai XRP ke around hype low hai Lekin yaad rakho: XRP jab chalta hai, toh dhamaka karta hai. BTC agar stable raha, toh altcoins ka time bhi aasakta hai — aur XRP bhi list mein hoga. Kya lagta hai aapko? XRP moon kab jayega? Comment mein apni prediction likho! #XRP #crypto #altcoins #Bullrun #CryptoNewsCommunity $XRP
--
$BTC Pump Kar Raha Hai, Lekin Altcoins Kyun Nahi? Aajkal hum dekh rahe hain ke BTC strong pump de raha hai, lekin altcoins utna response nahi kar rahe. Aisa kyun ho raha hai? Main Reasons: BTC Dominance High Hai: Jab Bitcoin ka dominance badhta hai, market ka zyada paisa BTC me chala jata hai. Isse altcoins me liquidity kam ho jati hai. Market Safe Play Kar Raha Hai: Investors uncertain situation me pehle BTC ko prefer karte hain kyunki wo relatively safe asset mana jata hai. Altcoin Season Abhi Start Nahi Hua: Altseason usually tab aata hai jab BTC stable ho jata hai ya thoda consolidate karta hai. BTC ETF Effect: Spot Bitcoin ETFs ka impact abhi bhi market me hai, jiski wajah se BTC me institutional inflow zyada hai. Kya Karna Chahiye? Abhi patience rakhna zaroori hai. Jab BTC thoda stable hoga, tab altcoins me accha move aane ke chances badhenge. #CryptoRegulation #MastercardStablecoinCards #CryptoCPIWatch
--
“Naya Trader Ho? Coin Mein Entry Se Pehle Yeh Zaroor Dekho!” Agar aap naye trader ho aur kisi bhi coin mein entry lene ka soch rahe ho to yeh 8 simple cheezein zaroor check karo — warna loss ho sakta hai! 1. Trend samjho (Market ka rukh): Sbse pehle dekhna hai market ya coin uptrend mein hai ya downtrend mein. Trend ke khilaf entry lena risky hota hai. 2. Support & Resistance: Chart par support aur resistance levels identify karo. Support ke paas entry lena safe hota hai, resistance ke paas entry lena risky. 3. Volume ka check: Volume se pata chalta hai ke log us coin mein interest le rahe hain ya nahi. High volume = strong move. 4. News & Updates: Coin ke related koi news ya update to nahi? Achhi news se pump ho sakta hai, negative news se dump. 5. Timeframe ka selection: Entry lene se pehle multiple timeframes (1H, 4H, Daily) dekhna acha hota hai taake clear idea milay. 6. Stop Loss aur Target tay karo: Entry se pehle apna Stop Loss (SL) aur Take Profit (TP) fix karo. Plan ke bagair trade mat lo. 7. Market sentiment check karo: Fear & Greed Index ya logon ka mood dekh lo. Sab greed mein ho to thoda cautious raho. 8. Risk Management: Kabhi bhi apne capital ka 1-2% se zyada risk mat lo. Hamisha capital bachana zaroori hai. Note: Trade lene se pehle soch samajh kar decision lo. Emotions ko control mein rakho aur hamesha plan ke sath trade karo. Follow karo aur share karo agar yeh post helpful lagi ho. Safe trading! #CryptoRegulation #EthereumSecurityInitiative #LaunchpadWars
--
$PENDLE /usdt🚀🚀🔥 💹1. Long Trade Plan (Buy at $4.24) 🔑Entry: $4.24 🎯Target 1: $4.50 🎯Target 2: $5.00 ✋Stoploss: $4.00 Risk/Reward: ~1:2 Logic: Price $4.20–$4.30 zone mein support le raha hai. Agar $4.50 break kare, bullish confirmation milega. 📈2. Short Trade Plan (If price rejects near $4.30–$4.40) Entry: $4.24 Target 1: $4.00 Target 2: $3.75 Stoploss: $4.45 Risk/Reward: ~1:2 Logic: Agar price $4.30–$4.40 zone se reject ho jaye aur bearish candle bane, short karna safe ho sakta hai. Tip: Agar price $4.30+ strong volume se break karta hai to long position zyada safe hai. Warna $4.30 resistance ban ke reversal de sakta hai. #EthereumSecurityInitiative #BinanceTGEAlayaAI #CryptoRegulation
--
Latest News
Fifth Third Bank Explores Expansion in Cryptocurrency Sector
--
Ethereum(ETH) Surpasses 2,600 USDT with a 3.47% Increase in 24 Hours
--
Ukraine Prepares Legislation for National Bitcoin Reserve
--
MiCA Implementation Challenges and Opportunities in the EU Crypto Market
--
U.S. Inflation and Consumer Confidence Data for May Released
--
View More
Trending Articles
Earn free $PEPE [Earn free PEPE 20,000 daily](https://www.b
AneesQureshiAJK
Age 18 – You’re a freshman. You use your allowance to buy a
CoinRank
XRP Dips as U.S. Court Rejects Ripple-SEC Settlement Over Pr
Mr Bisharat Ali shah
New nation has been carved out. Pakistan has been broken onc
_1Madan
If you want free banana coin 🍌🍌 Do this test [learn and e
Yann Grayson
View More
Sitemap
Cookie Preferences
Platform T&Cs