$QNT /USDT 💣🚀

ne aaj thoda positive mood dikhaya hai, price $87.13 par trade ho raha hai, +0.3% ke saath. 24h ka high $90.80 raha aur low $84.75, yani price ne achi range cover ki hai. Volume bhi strong hai, 213k QNT trade ho chuke hain ($18.6M turnover).

Chart me filhal sideways movement hai, lekin $88 ka resistance level watch karne best hai. Agar yeh break hota hai to buyers ka confidence strong ho sakta hai.

Trade setup: Agar $QNT

$88.50 ko todta hai to next bullish wave activate hogi.

🎯 Target 1: $91.50

🎯 Target 2: $95.00

🎯 Target 3 (Mid-Term): $100.00

❗ Pro Tip🚨Major support $84 ka hai, jab tak iske upar hold karta hai, bulls ka upper hand rahega. $83 ke neeche slip kare to profit secure karna behtr hoga

#BitcoinReserveDeadline #BinanceLaunchpoolSXT #USStablecoinBill