XLM/USDT Analysis Potential for Upward Movement! 🔥📈

Spot Buying Plan

Pehla Entry: 0.2900 par buy karein

Jab price 0.2900 par aati hai aur agar volume 5M XLM se zyada ho, to is level par buying pressure confirm ho sakta hai. Volume ka high hona is baat ka indication hai ke yeh level support ban sakta hai aur price upward move kar sakti hai.

Dosra Entry

0.2850 par buy karein

Agar price 0.2850 par girti hai aur volume 3M XLM ya usse zyada ho, to yeh ek accha entry point ho sakta hai. High volume ke sath yeh support level price ko upar le jaa sakta hai, aur aapko yeh level stronger bounce ke liye dekha jaa sakta hai.

Teesra Entry

0.2800 par buy karein

Agar price 0.2800 par chali jati hai, aur volume 2M XLM ya zyada ho, to yeh deep retracement ho sakti hai jahan buying momentum kaafi strong ho sakti hai. Yeh price level ek final support zone ho sakta hai, aur high volume ke saath price upar move kar sakti hai.

Pro Tip: Volume ka dhyaan rakhein, agar price retracement ke dauran high volume dekhne ko mile to yeh buyers ka strong signal ho sakta hai. Agar 0.2943 ko break karne mein safal hote hain, to next target 0.3000 ho sakta hai.

Future Idea

Agar XLM/USDT 0.3000 ko break kar leta hai aur volume strong hota hai, to next major resistance zone 0.3100 ke aas-paas ho sakta hai. Yeh upward momentum ko confirm karega aur 0.3200 tak pohanchne ki potential ko increase karega.

#TradingCommunity #BinanceSquareFamily #write2earn