$PAXG $PAXG

Hello meri family

Paxg ke fans kahaan hain? Aaj kuch khas baat karte hain!

PAXG/USDT — Silent , Hidden Power!

Current Price: $3,321Chhoti si pump ke baad kya bada move aane wala hai?

PAXG ne $3,301 se ek halka bounce diya hai, aur ab price ek narrow zone me phase hua hai. Yeh aksar bada explosion se pehle ka scene hota hai.

Chalo dekhte hain spot aur futures ke ideas:

Spot ka Plan

1. First Buy — $3,310 ke aas paas

Ye ek strong micro support lag raha hai. Agar 1-hour volume 400+ PAXG tak aa jaye to entry lena safe lagta hai. Yahan 30% investment se calmly start karna best rahega.

2. Second Buy — $3,290 zone

Agar thoda aur dip aaye aur volume me thodi spike aaye, to yeh best level lagega. Yahan 35% invest karne ka plan strong hai.

3. Final Buy — $3,250 ke paas

Agar market me panic aaya, to yeh final golden zone hoga. Volume agar 600+ PAXG tak push kare to samajh jao whales kaam kar rahe hain. Yahan apna last 35% plan karungi patience ke sath.

Future ka Plan

Agar PAXG $3,310 tak slide karke ek achha sa bullish reversal pattern bana le, to main 3x isolated leverage ke sath chhoti si safe long entry lene ka sochungi.

Target simple rakha hai $3,380 aur stop-loss tight rakhungi $3,290 ke neeche.

Bas ek baat yaad: Confirmation ke bina jaldi nahi karni patience hamara asli weapon hai!

Target Ideas:

Agar market calm raha aur buyers active hue to agle kuch din me $3,380 aur phir $3,420 tak ke levels tak blast possible hai.

Pro Tip:

Agar $3,310 zone pe ek strong bullish candle dikhe heavy volume ke saath, to short-term me 2%–3% ka clean profit mil sakta hai.

Family, aap log kya soch rahe hen?is ka move silent hai, lekin andar kuch bada tayyar lag raha hai!

#xrpetf #BinanceAlphaPoints #TariffPause #TradingCommunity