Aapne kabhi gas fees pay ki? Zyada lagi thi ya kam? Comment zaroor karna!

Gas Fees – Har Baar Kyu Lagti Hai? Aur Kya Ye Zaroori Hai?

Jab main ne pehli baar crypto transfer kiya, to socha:

“Itni si transaction ke bhi paisay? Ye kya baat hui!”

Lekin jab samjha, to realize kiya:

Gas Fees = Road Toll

Jab aap blockchain ka rasta use karte ho, to thoda charge lagta hai — taake system smooth chale.

Gas Fees Kyu Lagti Hai?

1. Blockchain me sab kuch decentralized hai

Koi company ya bank nahi — system khud chal raha hota hai

2. Transaction verify karne wale log (miners/validators)

Ye log apna computer power lagate hain — inko reward milta hai gas fees se

3. Network congestion hota hai to fees barh jati hai

Jaise traffic zyada ho to rasta mehenga lagta hai!

Fees Kam Kaise Karein?

Right blockchain choose karein (Polygon, BNB Chain fees me cheap hote hain)

Sahi waqt pe transfer karein (low traffic hours)

Binance ka use karein — yahan gas fees bohot kam hoti hai

---

Main khud gas fees dekar irritate hoti thi, lekin ab samajh gayi —

Jahan control zyada ho, wahan thoda charge bhi hota hai

Agar aap bhi seekhna chahte ho crypto world ka logic:

Toh follow karo meri journey, aur start karo Binance ke sath:

Join Here:

https://www.binance.com/activity/referral-entry/CPA?ref=CPA_00LHVB25JH

$BTC

$SOL

$BNB

#gasfees #CryptoLearning #BinanceJourney #CryptoForBeginners #BTCvsMarkets