Aaj mai aapko Future Trading ke bare mai sab kuch bataunga ā Shariah ke point of view se, with proofs jo har banda nahi samajh pata ke asal mai is mai hota kya hai.
š Hadees ka Daleel ā Sunan Abi Dawud: Hadith 3503
Hakim ibn Hizam ne Nabi ļ·ŗ se poocha:
"Kya main aisi cheez bech sakta hoon jo mere paas mojood nahi?"
Nabi ļ·ŗ ne farmaya:
"Jo cheez tumhare paas nahi, use na becho."
ā” Is se ye pata chalta hai ke agar koi cheez aapke qabze mai nahi to use na becho. Us waqt digital cheezein nahi hoti thi.
ā” Future Trading mai coin physically aapke paas nahi hota, lekin agreement/contract hota hai, jo isay halal banata hai ā bilkul jaise dropshipping mai hota hai.
š Qurani Daleel ā Surah Al-Baqarah, Ayat 282
Leverage jisme loan hota hai, agar usme interest nahi to wo halal hai.
Allah ne farmaya ke:
"Jab tum qarz lo ya do, to is ka likhit agreement zaroor banao."
š” Matlab agar loan interest-free ho aur agreement ho, to allowed hai.
ā Sood wo hota hai jab paise le kar us par interest charge ho ā ye haram hai.
š° Funding Fees ā Kya Ye Sood Hai?
ā Nahi. Funding fees ek service charge ki tarah hoti hai.
Example: Jaise bank se paisa transfer karte ho aur bank chhoti si fee charge karta hai ā ye sood nahi hota.
ā
Conclusion:
Agar future trading mai:
Proper contract ho š
Interest na ho šµ
Sirf service fee lage ā
To ye halal ho sakti hai according to Shariah principles.
#ETHBreaks4000 #CryptoIn401k #Crypto #FutureTarding #HalalCryptoSteps $ETH $K