🚨 Elon Musk Loses $75 Billion! Is the AI Race Changing Billionaire Rankings? 🤯
Elon Musk ki dolat mein 2025 ke andar ab tak $75 billion ka zabardast nuqsaan ho chuka hai. Bloomberg ke mutabiq ab unka net worth lagbhag $357 billion reh gaya hai — jabke 2024 ke end par yeh $450 billion se bhi zyada tha!
Is girawat ki sabse badi wajah hai Tesla ke shares ka 20% tak girna, jismein Musk ka 13% stake hai. Ab Musk ka title “Duniya ka sabse ameer shakhs” challenge ho raha hai... Larry Ellison (Oracle) aur Mark Zuckerberg (Meta) tez raftari se aage barh rahe hain.
🔹 Oracle ki AI aur cloud computing strategy ne company ko over 50% growth di hai is saal
🔹 Larry Ellison ka net worth Musk ke kaafi qareeb aa gaya hai — sirf $54 billion ka faraq
Agar trends aise hi chalte rahe, to Musk shayad is saal ke end tak apna #1 spot kho de!
📉 Kya aapko lagta hai Tesla recover karega? Ya AI kings ban chuke hain naye market leaders?
👇 Apni raye zaroor dein — bullish hain ya bearish?
#ElonMusk. #AI #MarketRebound #ProjectCrypto #BinanceFeed $DOGE