🚀 BONK Coin – Pump ya Dump? Meri Soch 👇
Yar BONK ne to kamaal kar diya... bhary margin ka pump dekhne ko mila 😳
Binance pe log isko seriously lena shuru kar chuke hain!
📊 Thoda Chart ka Scene Dekha maine:
BONK ne apna descending trendline tod diya, jo bullish sign hota hai
Abhi tak to $0.000038 ka support hold kiya hua hai
Lekin kuch analysts keh rahe hain ke thoda correction aa sakta hai before next move
🤔 Meri Apni Rai:
Agar $BONK ne $0.000035 ke upar hold kar liya to agla pump aasakta hai,
warna thoda neeche jaake wapas uth sakta hai.
Toh main khud abhi wait kar raha hoon entry ke liye. FOMO nahi kar raha!
⚠️ Bhai yeh financial advice nahi hai, bas meri research aur feeling hai. Apna analysis zaroor karo (DYOR)!
👇 Tera kya plan hai BONK ke sath? Hold karein ya dip ka wait?
#USCryptoWeek