$INIT
INITIA (INIT) kya hai?
Initia ek multichain layer-1 platform hai jo modular architecture ka use karta hai – yaani ek hi jagah se multiple blockchains ka control.
🔸 Ye Cosmos SDK aur LayerZero jese protocols ka use karta hai
🔸 Fast transactions aur low fees
🔸 Developers ke liye asaan framework banata hai
🔸 INIT token governance aur transaction fees ke liye use hota hai
📖 Binance Learn & Earn me ye project abhi featured hua hai – lekin rewards khatam ho chuke hain 😅
Lekin agar aap INIT samajh jayein, to aap crypto me naye opportunities pe jaldi jump le sakti hain.
Follow karo mujhe aur daily aise hi easy aur halal crypto knowledge hasil karo 📚
#Initia #INIT #CryptoUrduCommunity #BinanceSquareFamily #HalalCrypto2025