๐Ÿ” BTC Price Stuck? OGs vs Wall Street!

Bitcoin ka price abhi bhi $100Kโ€“$110K ke range mein phansa hua hai โ€” lekin kyun?

Wajah ye hai ke purane, experienced BTC holders (jinhain OGs kehte hain) apne coins bech rahe hain... aur buyers kaafi hatt tak Wall Street ke institutions ban chuke hain!

๐Ÿ“Š ETF se billions aa rahe hain, lekin ye OGs ka pressure hi price ko break nahi karne de raha.

๐Ÿข Aaj kal corporates bhi BTC khareed rahe hain โ€” jaise Cardone Capital, Pompliano ki ProCap, aur Green Minerals. Inka kehna hai: โ€œHold, donโ€™t fold!โ€

๐Ÿ“‰ Short-term traders July 9 ke U.S. tariff deadlines se pehle profit le rahe hain. Market mein uncertainty hai, lekin momentum build ho raha hai.

๐Ÿ“ˆ Agla breakout tabhi hoga jab corporate aur ETF demand OG supply se zyada ho jaye โ€” tab hi BTC naya ATH touch karega!

๐Ÿ’ฌ Aapka kya khayal hai? Kya BTC 110K tod payega ya phir OGs market ko dubara neeche le aayenge?

#BTCPrediction #StrategyBTCPurchase $BTC