š Crypto Journey Ka Aghaz! š
Main abhi trading start nahi ki, lekin din-ba-din seekh rahi hoon. Binance aur crypto ki duniya itni exciting hai ā har din kuch naya!
Agar aap bhi beginner hain, ya phir trading mein maahir hain, to mujhe batayein:
š Aapki sabse pehli trade kya thi?
š Kaunsi mistake thi jo aap chahte hain kisi ne pehle batayi hoti?
Main apna safar yahan share karti rahungi ā taake hum sab mil kar seekhein. š¬āØ