Chainlink ka daman jal gaya?
Aaj #Chainlink (LINK) 1.8% neeche gir kar $15.45 par trade kar raha hai!
Kya yeh sirf short-term dip hai ya market kuch bada signal de raha hai?
LINK ne pichle hafton mein acchi recovery dikhayi thi, lekin ab yeh correction zone mein dikh raha hai. Volume halka slow hai aur RSI thoda oversold ke qareeb hai — iska matlab yeh ho sakta hai ke buyers phir se active ho sakte hain!
Kya yeh sahi waqt hai accumulate karne ka? Ya aur neeche jaane ka intezar karna chahiye?
Apni raaye comment mein dein aur trading ka faida uthayein soch samajh kar!