10 Crypto Trading Mistakes Jo Aapko Barbaad Kar Sakte Hain
(اور کیسے بچا جا سکتا ہے)
> "Crypto mein paisa kamana tempting hai… lekin khona اس سے بھی آسان!"
---
Top 10 Mistakes Every Beginner Makes:
1. High Leverage = High Risk
> 50x leverage ne account liquidate karwa دیا! Sirf 2x–5x tak raho.
2. Emotional Trading
> FOMO mein buy, fear mein sell = loss guaranteed.
Trade only with logic & plan.
3. Wallet Security Ignore Karna
> Scammers ready hain. 2FA lagao, seed offline rakho, hardware wallet use karo.
4. Blind Copy Trading
> Influencers ko follow karte hue aap exit liquidity ban sakte ho.
5. Revenge Trading
> Loss ke baad break lo. Mind reset karo. Warna aur nuksaan hoga.
6. Bina Strategy Trade Karna
> Random coins = random losses. Clear plan hona chahiye.
7. FOMO Entry on Pump
> Already pumped coin mein entry = top pe fasaavt.
8. No Risk Management
> Full capital trade mein lagana = suicide.
1–2% portfolio per trade risk.
9. Green Candle ke Peeche Bhaagna
> Confirmation ka wait karo. Sirf color dekh kar mat bhago.
10. "Bags" Ko Kabhi Na Chhodna
> -90% dekhne se better hai timely stop-loss.
---
Final Words:
Crypto Trading = Discipline, Not Drama
> Plan ke bina trading, gambling hai. Apne emotions aur capital – dono ko control mein rakho!
---
#TradeSmart #CryptoBasics #NoobToPro #BinanceAlpha #RiskManagement #BehanceCrypto