BTC Technical Analysis (2 May 2025, 7:23 PM PKT)

#DigitalAssetBill #DigitalAssetBill #BTCRebound #StrategicBTCReserve #AirdropSafetyGuide

Price: $96,968

RSI: 68 – thoda overbought zone mein hai, lekin abhi tak reversal ka clear signal nahi aaya

MACD: bullish crossover ho chuka hai, upward momentum strong lag raha

Volume: recent candles ke sath volume increase hua hai, buyers active hain

Nearest Resistance: $97,500

Nearest Support: $91,000

Major Support Zone: $88,500 – $90,700

Latest BTC Fundamental News

1. MicroStrategy ne apna Bitcoin stash 553,555 BTC tak barha diya hai, total supply ka 2.64% unke paas hai. Naya $21 billion ka equity offering announce kiya hai sirf aur BTC khareedne ke liye.

2. Trump ne ek naya order sign kiya hai jisme US government ke seized Bitcoins ko Strategic Reserve bana diya gaya hai. Ab ye BTC sell nahi kiye jaenge, sirf store rahenge future ke liye.

3. Institutional Interest bara taiz grow ho raha hai. Bitcoin ETFs ke approval ke baad large funds aur institutions heavily buy kar rahe hain. Is wajah se BTC dominance 64% cross kar chuki hai.

4. Price Prediction: Standard Chartered ke analyst ne kaha hai BTC Q2 mein $120,000 tak ja sakta hai aur year-end tak $200,000 ka t

arget possible hai