$LEVER $LEVER

#LEVER🔥🔥 abhi 0.000792 pe trade kar raha hai, aur recent momentum kaafi weak hai. Price ne 24h ka low 0.000759 touch kiya tha, jo bata raha hai ke sellers ka pressure abhi zyada hai. Volume bhi 8.46 billion LEVER ka raha hai, lekin USDT volume sirf 6.77M hai, jo demand ke comparison me thoda soft lag raha hai.😇

Agar price 0.000750 ke niche close karta hai to short term me aur girawat aasakti hai, jahan agla support 0.000720 ke aas paas banta hai. Lekin agar yahan se bounce aata hai to immediate resistance 0.000820 pe hoga, aur uske upar 0.000850 ka level major hurdle banega.

Spot Traders ke liye ye zone thoda risky hai jab tak 0.000750 ka support safe nahi hota. Safe buying tabhi jab price 0.000820 ke upar daily close kare.

Futures Traders ke liye abhi momentum short side ka lag raha hai. Agar 0.000750 todta hai to short karne ka acha mauka mil sakta hai, lekin tight risk manage karna zaroori hai.

Pro Tip: 0.000750 ek crucial zone hai iske upar strong bounce milega, aur iske niche sharp dump ka chance.

3-Step Buying Plan:

Pehla entry try karen 0.000760 ke aas paas agar support pakadta hai.

2sra entry tab jab 0.000820 ka resistance tod kar upar close kare.

3sra entry strong confirmation pe 0.000850 ke upar daily breakout ke baad.

#SaylorBTCPurchase #xrpetf #BinanceAlphaPoints #TradingCommunity