$BSW $BSW

BSW/USDT, 3 Stage Real Trader Plan

(Volume logic + Buying zones + Profit targets)

Market me jab sab coins sideways the, BSW ne quietly 100% pump diya — 0.0180 se 0.0600. Ab har koi confuse hai: “ab lena chahiye ya wait karein?”

Agar aap naye ho ya pehli baar BSW me interest le rahe ho, to yeh mera real 3 stage plan note karo:

1. First Zone — 0.0350

Ye wo price hai jahan previous volume climax hua tha. Entry sirf tab lena jab volume 400M ke upar ho. Is zone pe buying sirf 25% capital se karo. Ye safe area hai jahan price ne strong base banaya tha.

2. Second Zone — 0.0310

Yahan tak price agar aata hai, to panic ki zarurat nahi. Ye actual support hai jahan strong buyers enter karte hain. Volume 500M+ ho to second buy karo, aur capital ka 35% lagao. Yeh area dip buying ke liye perfect hota hai.

3. Final Zone — 0.0280

Yeh last defense zone hai jahan price ne last time pump start kia tha. Volume agar is level pe bhi heavy hai (at least 600M+), to yahan third and final entry karo. Capital ka remaining 40% yahan lagana best hota hai. SL tight rakhna sirf futures walay.

Targets — 0.0460 & 0.0530 (20% aur 38% potential gain)

Yeh dono targets realistic hain agar volume momentum continue karta hai. BSW jaise coins impulsive hote hain, isliye partial profit lena zaroori hai.

Aap kya soch rahe ho BSW ke bare me? Apna plan comment me share karen, let’s grow together.

#BTCNextATH #BinanceAlphaAlert #INitOnBinance #dinnerwithtrump